Yeh Bindiya Yeh Kajra Lyrics - Vansh
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
Yeh main nahi jaanu
Yeh rab mera jaane
Bina tujhe dekhe
Yeh dil nahi maane
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
Sirf yahan hum hain
Aur nahi koyi
Dil hai jawan jaage armaan
Raat hai soyi
Sirf yahan hum hain
Aur nahi koyi
Dil hai jawan jaage armaan
Raat hai soyi
Paas mere aaja
Kaisi hai yeh doori
Kaisi yeh betaabi
Kaisi yeh majboori
Bedardi bole mehandi
Pyaas dil ki bujha
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
Tauba meri kaisa
Dard diya toone
Shaamo sehar tadpe jigar
Kya kiya toone
Tauba meri kaisa
Dard diya toone
Shaamo sehar tadpe jigar
Kya kiya toone
Kyun mujhe tadpaye
Bekhabar deewane
Yoon chhalak na jaaye
Pyar ke paimaane
Kahe jhumka kahe gajra
Aa gale lag ja
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
Yeh main nahi jaanu
Yeh rab mera jaane
Bina tujhe dekhe
Yeh dil nahi maane
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
Yeh bindiya yeh kajra
Kare kya ishare
Yeh kangna oh sajna
Tujhe hi pukare
https://www.lyricsoff.com/songs/yeh-bindiya-yeh-kajra.html
You need to be a member of On Feet Nation to add comments!
Join On Feet Nation