Kashmir Ki Kali Hoon Main Lyrics - Junglee
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Rangat meri bahaaron mein
Dil ki aag chanaron mein
Rangat meri bahaaron mein
Dil ki aag chanaron mein
Kuchh to humse baat karo
In behke gulzaron mein
Kuchh to humse baat karo
In behke gulzaron mein
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Pyaar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hai
Pyaar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hai
Yehi ada ko kaatil hai
Jisne humko maara hai
Yehi ada ko kaatil hai
Jisne humko maara hai
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Chhodo ji naraji ko
Todo is khamoshi ko
Chhodo ji naraji ko
Todo is khamoshi ko
Aap ajab hain shekh ji
Samjhe na shehzadi ko
Aap ajab hain shekh ji
Samjhe na shehzadi ko
Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
Arre Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babu ji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahi kabhi nahi kabhi nahi
https://www.lyricsoff.com/songs/kashmir-ki-kali-hoon-main.html
You need to be a member of On Feet Nation to add comments!
Join On Feet Nation