Nain Tumhare Mazedar Lyrics - Junglee
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Humko tumse hai pyar
O janabe aali
Humko tumse hai pyar
O janabe aali
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Pyar kiya tumse
Kya humne gunaah kiya
Pyar kiya tumse
Kya humne gunaah kiya
Aapke isharon pe
Khud ko tabaah kiya
Bante hain hum hi gunehgar
O janabe aali
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Humko tumse hai pyar
O janabe aali
Aap chahe kuchh hon
Nigahon pe chha gaye
Aap chahe kuchh hon
Nigahon pe chha gaye
Meri zindagi mein
Bahaar banke aa gaye
Hum hain tumhare talabgar
O janabe aali
Humko tumse hai pyar
O janabe aali
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Raah mein pade hain
Huzoor ke ghulam hain
Raah mein pade hain
Huzoor ke ghulam hain
Geet mere sun lo
Wafa ke payaam hain
Hum hain tumhaare taabedar
O janabe aali
Nain tumhare mazedar
O janabe aali
Humko tumse hai pyar
O janabe aali
https://www.lyricsoff.com/songs/nain-tumhare-mazedar.html
You need to be a member of On Feet Nation to add comments!
Join On Feet Nation